Topics
Jawab : zehni uljhano aur waswason se nijaat ke liye
aap ka har waqt masroof rehna zurori hai. Khanah daari ke kamon ke ilawa phool
poudoun mein dilchaspi lijiye. Ghar ke sehan mein choti si kiyari bana kar is
mein phoolon ke pouday اگایئے aur un ki dekh bhaal
ki taraf poori tavajja dijiye. Raat ko jaldi so jaane ki aadat daal kar subah
saweray uth jayye aur makaan ki chhat par chehal qadmi kijiyej. Navlon aur
nafsiati jazbaat ko ubhaarne wali kitabon se guraiz karen. Paragandah zehni se
jald hi nijaat mil jaye gi.