Topics
Sawal : mein engineering ka taalib
ilm hon, meri dayen aankhh mein bhainga pan hai jis ki wajah se sakht ehsas
kamtarri ka shikaar hon. Meer a bhi dil karta hai ke meri apni 1 shakhsiyat ho,
mein bhi kisi ka ideal banon, mere liye ilaaj bitayen.
Jawab : ghar ke kisi fard se
kahin ke aap jab seedha dekh rahay hon to aap ko ankhen band kara den aur is
aankhh par jo bhingin hai, andheray mein halki si patti bandh den, patti
bandhtay waqt yeh tasawwur hona zurori hai ke patti bandhnay wala aur mareez
dono arsh ke neechay hain, patti bandhtay waqt yeh bhi khayaal rakhna zurori
hai ke nazar seedhi rahay yani aankhh ki patli darmain mein ho. Ikees roz ke is
amal se aap ki aankhh ka bhainga pan daur ho jaye ga.