Topics
Sawal : aaj se 3 saal qabal mein
aik paicheeda nafsiati bemari ka shikaar sun-hwa. nurologist mujh ko anwaa o
aqsam ki neend aawar duwaein day kar sulatye rahay. Mujhe baara bijli ke
jhatkay bhi lagaye gay. Bil akhir aik taweel arsay ke baad mein tahleel nafsi ke
zariye sahet yab ho gaya. Ab mujhe do shikayaat ho gayi hain. Aap koi aisa
mo-asar nuskha likh den jis se mujhe faida ho jaye. Pehlay yeh ke meri daur ki
nigah bemari shuru honay ke sath achanak kamzor ho gayi. Ab mein chashma utarta
hon to tabiyat sust ho jati hai aur sir mein dard honay lagta hai.
Dosray mere sir ke adhay se ziyada baal safaid ho gay hain. Kisi ilaaj se faida
nahi hota.
Jawab : neyolay ke sir ki haddi (
khopdi ) haasil kar len aur is khopdi ko raat ko sotay waqt aur din mein chaar
martaba chehray aur seenay par milein.