Topics

Asmaaye Ilaahiyah

 

Name

Meaning

 

 

 

 

Allah

Allah Ka Zaati Naam

Raheem

Bohat rehum Wala

Rehman

Bohat Bakhshiney wala

Al-Maalik

Shehenshah

Quddoos

Buzurg Tar

Salam

Salamat Rakhney Wala

Momin

Aman Deney Wala

 

Muhemin

Nehgibaan

 

Aziz

Ghaalib

 

Jabbar

Zabardast

 

Mutakabbir

Baraai Wala

 

Khaliq

Peda Karney Wala

 

Bari

Sab Ka Peda Kunindah

 

Musavvir

Surat Gar

 

Ghaffar

Gunah Bakhshiney Wala

 

Qahhar

Sab Par Ghaalib

 

Wahhab

Bohat Deney Wala

 

Razzaq

Rozi Deney Wala

 

Fattah

Khoney Wala

 

Aleem

Jaan’ney Wala

 

Qabiz

Qabzah Rakhney Wala

 

Basit

Firaakh Karney Wala

 

Khafiz

Past Karney Wala

 

Rafay

Buland Karney Wala

 

Moizzo

Izzat Deney Wala

 

Mozzilo

Khuwaar Karney Wala

 

Same ee

Sunney Wala

 

Baseer

Dekhney Wala

 

Hakam

Hukam Karney Wala

 

Adal

Insaaf Karney Wala

 

Lateef

Baareek Bee’n

 

Khabeer

Khabardaar

 

Haleeem

Burdbaar

 

Azeem

Buzurg Tar

 

Ghafoor

Bakhshish Ka Maalik

 

Shakoor

Qadar Daa’n

 

Aa’li

Buland Martabah Wala

 

Kabeer

Sab Sey Bara

 

Hafeez

Nigah Rakhney Wala

 

Muqeet

Quwat Deney Wala

 

Haseeb

Hisaab Wala

 

Jaleel

Buzurg Qadar

 

Kareem

Karam Karney Wala

 

Raqeeb

Waaqif Kaar

 

Mujeeb

Qbool Karney Wala

 

Wa’say

Bohat Deney Wala

 

Hakeem

Istwaar Kaar

 

Majeed

Buzurg

 

Shaheed

Haazir

 

Wakeel

Kaarsaaz

 

Mateen

Mazboot

 

Hameed

Hamd Wala

 

Mubdi

Ibtida Bakhshiney Wala

 

Muhyeed

Intiha Wala

 

Hayee

Qaaim

 

Qayyum

Qaaim Raheney Wala

 

Momeet

The Mortalizer

 

Moeed

Intiha Wala

 

Mohsee

Gherney Wala

 

Wali

Dost

 

Qawi

Quwat Wala

 

Haq

Saabit

 

Ba-es

Uthaaney Wala

 

Wadood

Dost Rakhney Wala

 

Wajed

Paaney Wala

 

Majed

Buzurgi Wala.

 

Wahid

Yakta.

 

Ahad

Aik

 

Samad

Bey’niyaaz

 

Qadir

Qudrat Wala.

 

Mabood

Jis Ki Ebaadat Ki Jaaye.

 

Muqtader

Qudrat zahir Karney Wala.

 

Muqaddim

Aagey Wala.

 

Muakhar

Peechhey Wala.

 

Awwal

Pehla.

 

Aakhir

Pichhla.

 

Zahir

Waaza

 

Batin

Khayaal Sey Posheedah.

 

Waali

Kaam Bananey Wala.

 

Mutaali

Bohat Aalaa.

 

Muntaqim

Saahib-e-Intiqaam.

 

Tawwab

Tuaba Qabool Karney Wala.

 

Rauf

Me her baan.

 

Afoo

Muaaf Karney Wala.

 

Malik-ul-Mulk

Do Jahan Ka Maalik.

 

Zuljalal-e-Wal-Ikram

Saahib Bari Bakhshish-o-Karam Wala.

 

Aadil

Adal Karney Wala.

 

Muqsit

Insaaf Karney Wala.

 

Jamey

Jama Karney Wala.

 

Mughni

Bey’Parwah Karney Wala.

 

Ghani

Bey’Parwah.

 

Zu’arr

Zarar Deney Wala.

 

Maney

Baaz Rakhney Wala.

 

Noor

Roshan.

 

Nafay

Nafa Deney Wala.

 

Badiy

Be’Namunah peda kundah.

 

Hadi

Raah Dikhaaney Wala.

 

Raashid

Jahan Ka Rehnuma.

 

Baqi

Hamesha Raheney Wala.

 

Munim

Naimat Atta Karney Wala.

 

Saboor

Burdbaar.

 

Shaafi

Shifa Deney Wala.

 

Rubb

Parwarish Kundah.

 

Kaleem

Guftagu Karney Wala.

 

Kafi

Har ammar mein Kifaaiyat Karney Wala.

 

Khaleel

Dost.

 

Hakim

Hakumat Karney Wala.

 

Raf’ee

Bulandi Wala

 

Aa’lim

Ilm Rakhney Wala.

 

Nazeer

Daraaney Wala

 

Basheer

Khush’Khabri Deney Wala

 

Hafiz

Hifazat Karney Wala.

 

Nasir

Madad Deney Wala.

 

Mukhtar

Ikhtiyaar Rakhney Wala.

 

Qasim

Baantney Wala.

 

Burhan

Daleel.

 

Mohsin

Ahsaan Karney Wala.

 

Rasheed

Hadaayat Deney Wala.

 

Muneer

Roshan Karney Wala.

 

Musheer

Mashwarah Deney Wala

 

Al-waqay

Qaaim

 

Al-rafee

Bhaaribhar Kam.

 

Amin

Amaanatdaar.

 

Sadiq

Sacha.

 

Jawwad

Bohat Sakhi Fayaaz.

 

Tayyab

Pakeezah.

 

Al-qudoos

Har Nuqs Sey Paak.

 

Kamil

Ger Naaqus.

 

Subbuhoo

Paak.

 

Mahmood

Bohat Qaabil-e-Ta’reef.

 

Hamid

Ta’reef Karney Wala.

 

Shahid

Haazir.

 

Raashid

Hidayat Bakhshney Wala.

 

 

Topics


Loh o Qalam (Roman)

Qalandar Baba Auliay (R.A)

“Guftah O Guftah Allah Bowad Garchah Az Halqoom-e- Abdullah Bowad” key misdaaq Haamil Ilm-e-laduni, waqif israar kun fakoon, Murshid Kareem, Abdaal-e-Haq, Hassan Ukhra Muhammad Azeem Barkhiya, Hazrat Qalandar Baba Auliya Rehmatullah Aleh R.A ki zabaan-e- faiz-e-tarjumaan sey nikala hua aik aik lafz khud huzoor baba sahib Ke roohani tasaraf sey merey zehan par naqsh hota raha….. aur phir yeh Ilhaami tehreer Hazrat Qalandar Baba Aliya R.A ki Mubarak Zuban aur is Aajiz ke qalam sey kaghaz par muntaqil ho kar kitaab “Loh-O-Qalam” ban gayi.

Merey paas yeh roohani uloom nou-e-insaan aur noo-e-jinaat key liye ek wirsah hain. Main yeh amanat barey boorho’n, insaan aur jinaat ki mojoodah aur aaney waali nasal key supard karta hoon.

 

 

Khwaja Shamsuddin Azeemi