Topics

Purani Paichis

Sawal   : hum barri hi sakht aur taweel pareshani ke baad aap se rujoo kar rahay hain. Hamara bacha jis ki Umar 9 saal hai is ki sahet bohat kharab aur giri hui rehti hai. Pait ki kharabi dast aur putlaay pakhanay kisi bhi ilaaj se theek nahi hotay.

Jawab  : rang aur roshni se ilaaj ke tareeqa par zard shu-aon ka pani tayyar karen. Do Adad paleton par khanay ke zard rang aur arq ghulaab se

بسم اللّٰ الرحمٰن الرحیم

اِنَّ اللّٰہَ کَانَ بِکُلِّ شَیْءٍ عَلِیْمَاْ

likh kar dono waqt khanay se pehlay zard shu-aon ke pani se dho kar pilain. Khoraak aik aik oons pani hai. Waqt be waqt kuch nah kuch khanay ki aadat intahi nuqsaan da hai. Namak baraye naam istemaal karayen. Is ilaaj se cover nuk ڈسنٹری Insha Allah khatam ho jaye gi.

Topics


Roohani Daak (1)

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI