Topics

Aankhh Mein Ansoo

Sawal   : baaz auqaat to choti choti baton par rona aa jata hai lekin kabhi barri se barri baat par bhi aankhh nahi bhiigatii. Aik martaba aisa hua ke mamu jaan Saudi arab ja rahay they, sab ghar walay ankhen num kiye inhen ’alvidah’ keh rahay they lekin meri aankhh se aik ansoo nah tapka. Aksar mujhe aisay moqaon par sharminda hona parta hai. Aap barah karam mashwaray se nawaziye. Mein taa zindagi aap ki mamnon rahon gi.


Jawab  : surah hashar poori surah har namaz ke baad parh kar apne oopar dam kar liya karen. Dil mein gudaaz aur raqt peda ho jaye gi.

Topics


Roohani Daak (1)

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI