Topics

Murdy Nazar Aana

Sawal   : mere barray bhai jin ki Umar 28 thi. Teen mah qabal Allah ko pyare ho gay. Zehni lagao ki wajah se din raat inhen ka khayaal dimagh par chaaya rehta hai. Is zehni dabao ki wajah se alsar ka mareez ho gaya hon. Charon taraf apne bhai ki tasweer nazar aati hai aur aik pal ko sukoon nahi aata. Un ki wafaat ka aik aik manzar meri aankhon ke samnay ghoomta hai. Koi aisa wazifa bitayen jis se zehni haalat mamool par aa jaye.


Jawab  : rozana baad namaz esha 100 martaba kal nafs zayega ulmaut parheen. Ziyada se ziyada do hafton mein bhai ki mout ke sadme ki shiddat kam ho jaye gi. 

Topics


Roohani Daak (1)

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI