Topics

Khaala Ki Rooh

Sawal   : mein maloom karna chahti hon ke meri khaala zindah hain ya mar chuki hain.

 

Jawab  : raat ko sonay se pehlay wuzu kar ke shumal rukh mun kar ke baith jayen. So martaba نویت سکراۃ فصیح parh kar baat kiye baghair bistar par chali jayen aur dil mein yeh khayaal karen ke”khaala jaan yeh bataiye ke aap zindah hain ya murda”aur so jayen. Gayarah roz ke is amal ke nateejay mein aap ki khaala jaan aap ko bta den gi ke woh kis haal mein hain.

Topics


Roohani Daak (1)

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI