Topics

U. N. O

U N O walay apna manshoor bayan karte hain ke saaray insaan barabar hain. Sab ke haqooq yaksaa hain. Rasool  (s.a.w) ne pandrah so saal pehlay yeh elaan kar diya ke' ' insaan tbqati aur nasli tafreeq se baala hai, goray ko kalay par aur arabi ko ajmi par koi foqiat haasil nahi hai.' '

Topics


101 AULIA ALLAH KHAWATEEN (Roman)

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI