Topics
Rasool (s.a.w) mukkay ki ghareeb aur be sahara bewa aurton
ka soda slf khareed kar apne kandhay par utha kar un ke gharon mein pohanchate
thay. Aik roz abbu sufyan ne hiqarat se kaha :
'' Ghareeb aur kaminey logon ka samaan utha utha kar tum ne apne
khandan ka naam badnaam kar diya hai.' '
Huzoor (s.a.w) ne jawabun
farmaya :
'' Mein hashim ka pota hon. Jo ameeron aur ghareebon sab ki yaksaa
madad karta tha aur apne se kamtar logon ko haqeer nahi jaanta tha.' '