Topics

Dukhtar Kashi

Morkhin ka is par ittafaq hai ke arab mein dukhtar kashi ki rasam aam thi. Aala khandan ke mard, beti ke wujood ko apni zillat samajte they. Baap jab larki ko zindah dafan kar ke aata tha to bhari majlis mein musarrat aur fakhr ka izhaar karta tha.

Topics


101 AULIA ALLAH KHAWATEEN (Roman)

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI