Topics

Adam O Hawa Jannat Mein :

Allah Taala  ne jab Adam ko jannat mein bheja to farmaya :

'' Ae Adam! To aur teri zoja jannat mein raho.' '

Allah Taala  ne jannat ataa karne mein mard aur aurat ki rohani aur jismani salahiyaton mein imtiaz nahi rakha. Jab aadam aur hawa se bhool hui to dono ko jannat mein se duniya mein utaara gaya.

Topics


101 AULIA ALLAH KHAWATEEN (Roman)

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI