Topics
Yaqoot
ya aimi tishn jawan rangon ke oopar mushtamil hota hai. Surkhi mael bah siyahi,
slaty rang, sabz rang, neela rang, surmai rang, lahmi rang, kaahi rang, shami
rang, tiranji rang.
Aadmi un rangon mein se kisi rang ka nagina pehnay hue ho ya yaqoot pehnay hue
ho. Aik hi baat hai. Maqsad yaksaa haasil hoga. Yaqoot ya yaqoot ke rangon par
mushtamil koi nagina , taoon se mehfooz rakhta hai, khoon saaf karta hai. Es ko
mun mein rakhnay se dil ko farhat aur taqat haasil hoti hai. Pyaas ki shiddat
khatam hojati hai. Log is shakhs ki izzat karte hain jo angothi mein yaqoot ya
un rangon mein se kisi rang ka nagina pehanta hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-