Topics
Woh
raishay jo spinal cord mein sahet mand hotay hain. Kisi nah kisi terhan kamzor
reshon ko taqwiyat pohanchate hain. En ko taqwiyat pohanchanay ka zareya wohi
barqi ro hai jo dimagh ke khalion mein tasarruf karti hai. Agar un taaqatwar
reshon ki taqseem yaksaan hai to aadmi ka seenah mazboot hota hai. Agar taqseem
mein yaksaniyat nahi hai to seenah ki pasliyan jawan ki zad mein aati hain, Kamzor
aur narm reh jati hain. Isi wajah se kabhi kabhi koi sahib kubrey bhi dekhe
jatay hain. Agar yeh marz ho to taqreeban lailaaj hai. Pedaishi nah ho to nihayat mohtaat mualja se theek ho jata hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-