Topics
Mufeed
Ghizayein:
Jigar ki barhti hui hararat ko mutawazan karne ke liye Anannaas,
lemoo, sangtrah, angoor aur saib bohat mufeed hai. Badam bhi mufeed hai, jin
logon ka maida kamzor nah ho un ko kela zaroor istemaal karna chahiye kyunkay
yeh badan ko kaafi ghiza bakhshta hai aur es mein taghzia jigar ki qowat ziyada
payi jati hai.
Aab e anar, soozish jigar mein kami karne ke liye mufeed sabit hota hai. Sarson
ka saag, kaddu, aadu, qarela, jaman, shehtoot, lemoo, faalsa, gina, khurfa ka
saag aur bhatoye ka saag mufeed ashya hain. Tandrost bakray ka kaleji ki yakhni
aur tiranj mufeed matlab hain.
Muzir Ghizayein::
Lahsun, zafran, surkh mirch, jigar ki hddt badhaane mein Muawin
saabit hotay hain.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-