Topics

Baiganee Rang Ki Shua’on Ka Tail

Posheeda bimarion aur paishab ke amraaz maslan jaryaan, pishaab mein ratobat kharij hona pishaab mein zayad-ti ya pishaab ruk ruk kar aana اورمثانہ ki tklifon mein is tail ko reerh ki haddi ke joor par jo kullho ke darmain hota hai, dairon mein raat ko aur subah das das minute maalish karne se heran kin asraat muratab hotay hain.


Shadi, kaarobar, mulazmat, jaadoo, safli, jismani, zehni masail, mardon, aurton aur bachon ki do so bimarion ka ilaaj.


Maktaba taaj Udeen Baba(r.A) :
1D ¼ Naazimabad, Karachi

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-