Topics
Baaz
ashkhaas mein khoon ka dabao fitri tour par kam darjaa per set hota hai. Es ko
bemari nahi kaha ja sakta. Doran khoon mein kami, khoon ki ziyada beh jany se,
dast اورقے waghera ki zayad’dti se bhi ho jati hai. Yeh kefiyat aasabi tanao aur jazbati
hejaan se bhi waqay ho sakti hai. es marz mein yeh jan’na zurori hai ke fil’waqeh
doran e khoon mein kami ka sabab kiya hai. Asli sabab ke ilaaj ke sath agar
blood pressure ke mareez ko surkh rang pani aik aik oons diya jaye aur surkh
rang shu’aon mein rakha jaye to yeh marz khatam ho jata hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-