Topics

Sang E Sulemani

Sang e sulemani aqeeq ki aik qisam hai. Yeh pathar ensaan ke naakhun se bohat ziyada mushabihat rakhta hai. Is ka rang siyahi mael bhoora hota hai. Is par safaid, sabz, bhooray aur siyah rang ke tabqaat hotay hain. Yeh pathar naqsh o nigar banatey aur kutbey likhnay ke kaam bhi aatahe. Es ke pahannay wala' ' mirgi' ' se mehfooz rehta hai.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-