Topics
Barqi
ro jab umm al dimagh se guzarti hai aur koi wajah aisi jati hai ke es ro ke
darmiyan kosmik raiz ( cosmic rays ) aa jaye aur kam se kam apni jagah se chaar
inch bayien taraf hati hui ho to es ka hamla yak lakht dil par hota hai. es ko
kuch keh dijiye khuwa heart failiur ( heart failure ) ka naam dijiye ya kisi aur
tarhan ki mout ka mareez ke bach janey ke imkanaat bohat kam hain balkay nah
honay ke barabar lekin yeh hi kosmik raiz jab dahneey taraf chaar inch hati hui
ho to barqi nizaam sab ka sab tabah kar
deti hai. Yahan taq ke seedhay kandhay se peir taq es ka assar hota hai. Isi ko
faalij ka naam diya jata hai aur polio bhi kaha jata hai. Bar waqat faalij ka
ilaaj kar lanay se sehatmandi bohat asaan ho jati hai. Takheer ho jane ya ilaaj
ghalat ho tu bohat mushkil paish aati hain.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-