Topics
Es
marz ko rafa karne mein surkh rang ko khaas ahmiyat hai. Surkh rang ka pani aik
oons subah aur zard rang ka pani aik oons shaam pilana aur surkh rang ki shua charpanch minute taq rozana dalni
chahiye. Mareez ke pahannay ke kapray, palang ki chadrein, takiya ke ghilaaf
sab surkh honay chahiye. Jis kamrah mein mareez rehta ho es kamray ki dewaron,
khirkion aur darwazon par parday bhi surkh honay chahiye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-