Topics
Koharba
Darasal pathar nahin Hai Balkay Aik Darakht Ka gond hai. Es Ka Rang Zard Hota
Hai. Agar Chamrey Par Ghis Kar Tinkon Se Miss Kya Jaye To Tinke Is Ke Sath
Chimat Jayen Ge. Jo Aurat Is Pathar Ko Pehnay Rahay Is Ka Hamal Saqt Nahi Hota.
Yeh Ziyada tar tasbeehon Mein Istemaal Hota Hai. Pahannay Ki Bajaye Is Ki
Tasbeeh Rakhi Jaye To Ziyada Behtar Hai Ya Gilaay Mein Is Ke Motiyon Ka Haar
Pehna Jaye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-