Topics
Elopathy
mein es marz ka elaaj soi ke zareya pani nikaal deina hai, Aik aam tareeqa hai.
Lekin kuch arsa ke baad pani phir jama ho jata hai aur phir nikaal diya jata
hai. Zahir hai yeh koi mustaqil ilaaj nahi hai. Rang aur roshni se ilaaj ke
zareya hamaray tajurbah mein yeh baat aayi hai ke mustaqil mizaji se ilaaj kiya
jaye tu mareez shfayab ho jata hai. Estasqaa gurdon ki kharabi se ho
ya dil ki kisi bemari ki wajah se, pait mein pani bhar jata ho to ilaaj safaid
aur zard rang ki shu’aon se kya jata hai. Safaid rang ki sheeshi aur zard rang
ki sheeshi mein allag allag pani tayar kar ke mareez ko do do ounce pilana chahiye. Aur
mareez ko din raat mein do safaid aur zard rang ki shu’aon mein aik aik ghanta
taq aaraam da bistar mein litana chahiye. Sir min pani bhar jany ( jis ko
hydrocephalus kehtey hain ) ka ilaj safaid rang ki shu’aon ka pani aur safaid
rang ki shu’aon mein mareez ko litana hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-