Topics
Esikhlaqi
bemari ka ilaaj bhi rangon ke zareya ho sakta hai. es ke liye “ehsas kamtarri”
wala aaiine ke sammnay khara honay ka amal karen aur pehannay ke kapray, palang
ki chaadrin, kamray ke parday, farsh, orhanay ke liye chadar, lehaaf, takiya ke
ghilaaf, kamray mein dewaron ka rang, algraz har shai safaid buraq honi
chahiye, es terhan karne se chand yom mein hi yeh ikhlaqi pasti door ho jati hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-