Topics

Arghawani Aur Naranji Rang

Arghawani rang gehra neela, qadray surkhi mael hota hai. Yeh be khwabi ke liye bohat mufeed hai. Namoniha, galley ki bimarion aur khansi ke liye nihayat taseer rakhta hai. Pehphron aur halaq ki naali ko aaraam ditahe, balgham ko kharij karta hai.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-