Topics
Aasmani
rang ki kami se sufra, jild ka rang, khaki, ziyada paseena aana, pishaab zardi
mael surkhi, putlaay dast aur un ka rang zardi aur surkhi liye hue hota hai.
Baaz auqaat harey dast aa jate hain, aankhon mein surkhi mael halki zardi
jhalakti hai. Aasmani rang dimaghi amraaz ke haq mein akseer ka hukum rakhta hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-