Topics
Qabz
ki shikayat jigar ka feal sust honay aur bohat baithy rehne se ho jati hai. Dukan dar, ahelkaar, Munim waghera qisam
ke log Es marz mein ziyada mubtala hotay hain es ke liye subah shaam zard rang
ka pani baqadar aik oons piinaa chahiye. es se puranay se purana qabz door ho
jata hai. Magar es mein jald baazi karkay ziyada pani barbar nahi piinaa
chahiye warna bajaye faiday ke nuqsaan hoga. Es marz mein bohat ziyada ahthyat
ki zaroorat hai. Taaza sabzi aur tar kariyan ziyada istemaal karni chahiye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-