Topics
Haiza
ke ibtidayi darja mein zard rang ka pani aik aik tola adhay adhay ghantay ke bad
dein. Es se tamam takaleef maslan pyaas, qay, dast, jism ki inthan, pishaab ki
bandish waghera zael hojati hai. Hize ke aakhri darja mein chunkay mareez ke
andar surkh rang ki kami hojati hai. Jis ki wajah se jism thanda par jata hai,
es waqt aik aik ghantay ke waqfa se teen chaar baar surkh rang ka pani do do
tola faidamand ho jata hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-