Topics

Umm Us’subyan ( Sookha )


Bachon ka khawab mein darna, ziyada rona, larazna, khud ko ya doosron ko nochnna, baghair kisi wajah ke barabar bukhaar aana, pani ki terhan dast aana aur bachay ka itna kamzor ho jana ke jism par se gosht khatam  ho jaye aur aankhon mein halqay numaya hojana es marz ki alamaat hain. Es ka ilaaj yeh hai:


Naranji rang ki bottle mein tilon ka tail tayar kar ke rozana bachay ke poooray jism par maalish ki jaye aur naranji rang ki sheeshi mein hi pani tayar kar ke bachay ko pilaya jaye. Miqdaar khoraak umar ke lehaaz se mutayyan ki jaye.



Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-