Topics
Sarsam
mein jab haziyan hoya qay ho us waqt zard rang ka pani pilana mufeed hai. Jab
be hoshi ziyada ho to aasmani rang ki shu’ayen do teen baar har do ghantay ke
baad daalna chahiye. Ghashi ke khatam honay par shua ka daalna band kar ke
aasmani rang ke pani ki khoraak dena chahiye. Agar sardi ka zor ho, nabz ki
raftaar sust ho to aik do khorakh surkh
rang ke pani ki day dainee chahiye. Agar marz mamooli ho to naranji rang ka istemaal kaafi hai. Bukhaar mein
agar dast bhi arhay hon to inhen roknay ki koshish nah karen. Fitrat fuzool
madah ko khod_hi nkalti hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-