Topics
Mufeed
ghizayein :
Es marz mein lahsun bohat mufeed hai. Giza mein zor hazem ghizayein den. Is ke
ilawa marabba amla, aanar tursh, loquat, chhachh aur lemoon bhi mufeed cheez yn
hain .
Lau blood pressure mein taaza phalon ka ras, gunne ka ras, kaleji aur gosht ki
yakhni, kaleji ka pani, doodh, jaman ka arq aur chukandar ka arq mufeed
cheezein hain. Jin logon ko doodh hazem nah hota ho wo doodh mein aik alaichi aur
zafran daal kar istemaal karen. Chhware bhi mufeed hain aur sngtre ke mausam
mein sangtaron ka ras rozana istemaal karna chahiye .
Muzir ghizayein:
High blood pressure mein der hazem, saqeel ghizayein aur namak se parhaiz
karen. Lo blood pressure mein thandhi ashya se parhaiz karen .
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-