Topics

Gilty Ka Bukhaar

Agar umm al dimagh ke andar khalaa bohat waqay hojaye aur hajhoom bohat kam ho tu spinal card ( spinal cord ) ( reerh ki haddi ) se jo taar hararat le kar jatay hain woh hararat miqdar mein itni kam hoti hai ke kahin nah kahin joor mein gilty ban jati hai. Gilty secondon mein chhootey chhootey bareek keeray paida kar deti hai hai. es ki wajah hararat ka aik simt mein zor ho jata hai. Aksar auqaat hararat ka yeh zor itna barh jata hai ke mareez ka temperature aik so aath, aik so das taq poanch jata hai aur baaz auqaat aik so dus se bhi oopar chala jata hai. Aur nateeja mein mout waqay ho jati hai. Agar ibtidaa mein es ko sahih samajh liya jaye aur sahih mualij ho tu mareez shfayab ho sakta hai.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-