Spiritual Healing

Motti

Motti Aam Tor se Safaid aur chmakdar Rangon Mein Mltahe Aur khas Tor Par Zard Rangon Mein. Yahi Rang Aap Ko Mamooli nageenon Mein Bhi Mil Sktahe. Is Ke Khawaas Hasb e Zail Hain:


Motti Pagal Pan Ko Daur Karta Hai. Basarat Ko Ziyada Karta Hai Aur Aankhon Ki Aksar Bimarion Se Mehfooz rakhta hai. Safaid Rang Ke Moti Ya Is Ke Mamooli Nagina Ko Pani Mein Dho Kar Bachon Ko Pani Pilaya Jaye To Daant Niklny Mein Aasani Hoti Hai. Is Ko Angothi Mein Pehna Jaye To Dil Ko Taqwiyat Ditahe Aur Nazla o bukhar Mein Mufeed hai.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-