Spiritual Healing

Jigar Ke Amraaz

Mufeed Ghizayein:


Jigar ki barhti hui hararat ko mutawazan karne ke liye Anannaas, lemoo, sangtrah, angoor aur saib bohat mufeed hai. Badam bhi mufeed hai, jin logon ka maida kamzor nah ho un ko kela zaroor istemaal karna chahiye kyunkay yeh badan ko kaafi ghiza bakhshta hai aur es mein taghzia jigar ki qowat ziyada payi jati hai.


Aab e anar, soozish jigar mein kami karne ke liye mufeed sabit hota hai. Sarson ka saag, kaddu, aadu, qarela, jaman, shehtoot, lemoo, faalsa, gina, khurfa ka saag aur bhatoye ka saag mufeed ashya hain. Tandrost bakray ka kaleji ki yakhni aur tiranj mufeed matlab hain.


Muzir Ghizayein::


Lahsun, zafran, surkh mirch, jigar ki hddt badhaane mein Muawin saabit hotay hain.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-