Spiritual Healing

Gurdey Ke Amraaz

Mufeed Ghizayein:


Gurda ki kamzoree ke liye aam bil khasa mufeed hai. Maghaz pista gurdon ki la’ghari aur kamzori mein nafea hai. Es ke ilawa maghaz badam aur maghaz chilghoza aur angoor bhi maqwi gurda saabit hue hain. Tar kariyon mein shelgham, bhatoye ka saag, mooli ka namak aur hang bohat mufeed hai. Aksar gurdon mein naaqis fzlh pick jata hai aur gurdon ke feal ko mutasir karta hai. Lemoo aur tirang ka arq es naaqis fzlh ke ikhraj ka baais hota hai. Mazeed bran yeh gurdon ke feal mein tehreek paida karta hai.

 

Muzir Ghizayein:


Garam masalha, taiz mirch, anda, tali hui machhli, bara ghosht, jheenga, chaye, kaafi aur tamam garam o khushk ashya Muzir hain.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-