Topics
592 ke chain mein dastair tha ke nikah ke baad dulhan ka baap
reshmi kora pehlay dulhan ko maarta tha phir woh kora apne damaad ko day deta
tha aur kehta tha ke tum is taizana hadaayat se kaam letay rehna. Chain mein
yeh bhi dastoor tha ke nikah ki majlis mein dulhan ka baap kehta tha ke mein
ney reham o karam ke jazbay se is larki ki parwarish ki hai aur is ki shadi ka
farz ada karta hon lekin mein' ' dulha' ' se kehta hon ke aurat aik paiker
fasaad aur mujasma fraib hai. Zurori hai ke tum is ki chalakyon se bakhabar
raho. Yeh mumkin hai ke aurat salhasal siraat mustaqeem par qaim rahay lekin
yeh mumkin nahi hai ke woh apni fitrat se jung kere.
( safar nama ibn-e shariq. Matboa bairout )