Topics
Mufeed
Ghizayein:
Badam aur badam ka mukhtalif tareeq par istemaal, akhrot, dhaniya, adrak,
kreela, kaddu, shaker qand, soybean, bheir ka doodh, teetar ka gosht aur bakray
ka maghaz mufeed hotay hain. Maghziyat mein maghaz kaddu, maghaz pista, maghaz peeth,
maghaz tarbooz, maghaz panbah dana waghera bohat mufeed hain. Phalon mein
Anannaas, shehtoot, nariyal, kishmish, angoor aur sangtara ka istemaal mufeed
hota hai.
Muzir Ghizayein:
Neend nah anay ki soorat mein chaye, qawa, kaafi aur tambakoo se parhaiz karen.
Surkh mirch aur grm masalha ke bajaye siyah mirch istemaal karen.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-