Topics
Dekhnay
ki baat yeh hai ke dil ki junbish aur pumping system paidaiesh se mout taq kosmik
raiz ke zareya hoti hai. Lekin yeh kosmik raiz mutawazan hoti hain aur un ke
daakhil honay ka tareeqa masamaat ke zareya qaim hai yeh hama waqt dil ko
hilati hain lekin ziyada muasar woh kosmik raiz hn jo dimagh ke masamaat se
daakhil hoti hai. En shu’aon ki bhi be shumaar kismain hain. Chunancha yeh
dimagh mein daakhil hotay hi arab ha arab khalion mein amal
karti hain.
Yeh tamam barqi ro jo khalion mein banti hai ziyada ter um al dimagh ke zareya
jism ko milti hai. Agar es ro ki taqseem sahih hoti hai to aadmi tandrost rhta hai
aur dil khoon ko sahih tareeqa per pump karta hai.
Yahan yeh baat qabil e zikar hai ke dil ki lakhoon ragein apna apna kaam karti
hain. Agar ittafaq se un ragon mein kuch ragon ka kaam sahih nah rahay to es ka
assar tamam asaab par parta hai es ke liye bar waqat sahih ilaaj karliya jaye
to mareez bohat jald tandrost ho jata hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-