Topics
Aasmani
rang ke pani ke istemaal se shehwat ki hadd se ziyada zayaddti khatam ho jati
hai. Khoraak do do oons subah shaam.sufar ki zayaddti
do do ghantey ke waqfey se zard rang ke pani ki
khorakon se sufra ki jalan khatam ho jati hai. Agar sufra mein hararat ki
zayaddti ho aur khoon ki ameezash ho jaye aur dimagh se naak ke zareya, moonh aur
paishab ke zareya khoon anay lagey to es ko roknay ke liye bhi zard rang ka
pani do do tola dopehar aur sham aur aasmani rang ka pani dhai dhai tola subah
ko dena chahiye. Yeh ilaaj paanch chay mah taq karna chahiye taakay marz lout
kar nah aeye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-