Topics
Bachon ka khawab mein darna, ziyada rona, larazna, khud ko ya doosron ko
nochnna, baghair kisi wajah ke barabar bukhaar aana, pani ki terhan dast aana
aur bachay ka itna kamzor ho jana ke jism par se gosht khatam ho jaye aur aankhon mein halqay numaya hojana es
marz ki alamaat hain. Es ka ilaaj yeh hai:
Naranji rang ki bottle mein tilon ka tail tayar kar ke rozana bachay ke poooray
jism par maalish ki jaye aur naranji rang ki sheeshi mein hi pani tayar kar ke
bachay ko pilaya jaye. Miqdaar khoraak umar ke lehaaz se mutayyan ki jaye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-