Topics
Rangon
ke zareya yeh tareeqa e ilaj mera pehla tajurbah tha. Isi terhan mein ne dosray
rangon ka pani mukhtalif taqaton mein tayyar kya. Kyunkay pehla tajurbah
nihayat shandaar tha is liye mein ne dosray mareezon par bhi un ko azmaane ka
faisla kya. Aik bachay ko shadeed paichis ki shikayat hogayi. Es ko zard rang
pani IX kitaaqat mein diya gaya. Es ki chand khorakon se paichis ki shikayati
khatam hogayi. Meri Hulya ke kaan mein dard tha aur ki dayen taraf ghudood
phool gay they. Bukhaar aur qabz ki bhi shikayat thi. Mein ne usay neelay pani
ki aik khoraak di. Pandrah minute ke andar andar dard gilty, aur bukhar kam
hogaya. Mein ne jald baazi karte hue adhay ghantay ke baad peelay rang ki aik aur
khorak daydi, jis se marz mein shddt pidahogyi, jis ko phir, homyopithk adwiyah
se control karna para.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-