Topics

Diq Aur Siil

Agar umm al dimagh mein chhootey chhootey khalaa ban jayen aur in ki tadaad bohat ziyada ho jaye tu phepron mein aik khaas qad o qaamat ke keeray galey ke zariye utartay rehtay hain. Yeh keeray kahin bhi jama ho jatay hain aur yahi marz diq ya siil kehlata hai. Isi wajah se un amraaz mein khansi ki barri ahmiyat hai. es ke ilaaj mein ehthyat se kaam lena chahiye.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-