Topics

Sar’at

Es marz mein baiganee rang ke pani ki khorakin aur baiganee rang ki shu-aon se tayyar kya hua alsi ka tail be hadd mufeed hai. Bingni rang ki shu-aon mein 40 yuom taq tayyar kya howa alsi ka tail reerh ki haddi ke jor per jo khoolon ke darmiyan hota hai raat ko aur sbh das das minute taq dairon mein maalish kiya jata hai.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-