Topics

Yarqaan


Es bemari ka talluq jigar aur dimagh se barah e raast hai, marz ki shiddat aur kammi ke lehaaz se aasmani rang ke pani ki khorakin aur shu’ayen istemaal karen. Shu’ayen paanch se das minute taq rozana do waqt daalna chahiye aur baad ghiza zard rang ka pani aik aik oons pilana chahiye.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-