Topics
Es
mein amraaz gathia aur naqras bhi shaamil hain. Yeh
do qisam ka hota hai. Shadeed aur muzmin shaded ke liye neela pani pilana
chahiye, neelay rang ke pani ki gdyan rakhna aur niilii shua daalna chahiye. Aur
muzmin ke liye naranji pani ki gddi aur neeli shua
istemaal karna chahiye. Khaano mein namak ki miqdaar kam kar ke chothai kar
dainee chahiye. Thandhi, khatti, tali hui cheezon aur gur til se
parhaiz lazim hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-