Topics
Jism
ke kisi hissa par ya chehray par jo chhotey massay ho jatay hain un ko rafa
karne ke liye surkh rang ka pani aur srkh rang mein tayyar kyahwa iasi ka tail
behtareen ilaaj hai. Masson par aatshi sheeshay ke zariye Sooraj ki shu’ayen daal
kar un ko jala dena bhi ilaaj hai. Lekin is mein bohat sakht ahthyat ki
zaroorat hai, yeh amal teen minute se ziyada der taq hargiz nahi hona chahiye aur
ih ahthyat bhi zurori hai ke Sooraj ki shu’ayen sirf massay prhi parrin warna
dosray hissay ke jal jany aur se nuqsaan poanch jany ka ihtimal hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-