Topics
Esmarz
mein aasmani rang khaas tor par mufeed hai. Aadh aadh ghantay ke baad aik aik
oons khoraak pilanay se araam ho jata hai. Agar gilty nikal aeye to es par
aasmani rang ki shua daalain aur aasmani
rang ke pani ki gadyan rakhen. Agar gilty ko shagaaf de diya gaya ho to es par
sabz rang ki shua daalain aur sabz hi rang
ki pani ki gadyan rakhen.
plague aur haizey ke zamana mein hifz ma taqadum ke tour par subah shaam aik
aik khoraak aasmani rang ke pani ki peetay rehna chahiye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-