Topics

Laqwah Ki Haqeeqat

Jab kabhi es ro ka tasarruf chehra ki kisi simt mein hota hai to laqwah ho jata hai. Laqwah ka talluq asaab se hai. Yeh tanha umm al dimagh ki wajah se nahi hota. Dimagh ke khalion ki darmiyani ro jab aik taraf zor daalti hai to asaab ko terha kar deti hai. es ka assar kaanon, aankhon, naak aur jabrey par parta hai. Baaz auqaat benaayee bhi es se mutasir jati hai.
Naak ki haddiyan bhi tedhi ho jati hain aur jabra ka jo hisa danoton ko sanbhaley hue hai woh hissa bhi mutasir ho jata hai. es ro ka assar ziyada tar peshani ki ro se hota hai agar eska ilaaj bar waqat kar liya jaye to es hadd taq Shifa haasil jati hai hai ke baghair ghhor kiye yeh pata nahi chalta ke es shakhs ko kabhi laqwah hua tha.

Topics


Rang O Roshani Se Ellaj

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah e Rahmana er raheem

اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ

Allah o Noor us samawat o wal arz



ALLA ROSHANI HAI

Aasmano aur Zameen ki

وَمَاذَرَالَکُم فِی الْاَرْضِ مُخْتَلِفًا اَلْوَانُه اِنَّ فِیْ ذٰلِکَ لَآيةً لِقَومٍ يَّذَّکَّرُوْن

Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-