Topics
Moonh
ke andar safaid aur surkh rang ke chhootey chhootey danay ho jatay hain. Jab yeh
marz anton mein poanch jata hai to khatarnaak ho jata hai. Yeh aksar garmi ki
zayad-dti bukhaar ki garmi اورمعدہ
ki kharabi se hota hai.
Bachon ka moonh aksar aa jata hai jo bachon ke liye bohat takleef da hota hai
es ki wajohaat bhi kam vbish wohi hain jo oopar bayan ki gayi hain.
Teen charroz taq neelay pani ki qaleel miqdaar yani aadh aadh tola har adhay ghantay
ke baad di jaye. Agar 24 ghantay mein mukammal tour par
aaram nah ho to chand ghantay tawaquf kar kay phir wohi amal dohraya jaye. Barron
ke liye miqdaar khoraak aik oons hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-