Topics
Jis
haddi ko hansali kehte hain, gardan ke ird gird ro ki guzargah hai. Jo umm al
dimagh se chalti hai es haddi ke totnay se bhi umm al dimagh ke reshon mein
nuqs waqay ho jata hai. es nuqs ko siwaye bandish ke dooor nahi kya ja sakta
kiyonke bandish se hi woh ro apni jagah phir qaim ho jati hai. Jahan se woh
hatt chuki thi. es marz mein neelii sheeshi ka tail nihayat mufeed ilaaj hai
lekin phir bhi es mein girah parney ka imkaan hai. Yeh girah haath peiron se
kaam karne walon ke liye tu koi muzrrat nahi rakhti lekin dimaghi kaam karne
walon ko nuqsan pohanchati hai yeh girrhay jis qader tahleel ho jaye dimaghi
kaam karne walon ke liye behter hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-