Topics
Es
ko arabi mein hijr al qamar kehte hain. Is ke mutaliq riwayaat mukhtalif hain.
Kaha jata hai ke chaand ke ghatney aur bherne ke mutabiq is mein chaand ki
tasweer ka aks parta rehta hai. Es pathar ka rang safediyaan neela hota hai. Is
ki shakal jamay hue pani jaisi hoti hai aur chamak chandi ki manind hoti hai.
Dar, khauf, dimaghi amraaz maslan khafqaan aur pagal pan ko door karta hai.
Dimaghi salahiyaton ko ziyada karta hai aur fehm o farasat mein izafah karta
hai.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-